ATM ki Samasya

ATM ki Samasya
Bhanja – Are Mama Aaj Gaon ka ATM band ky hai,
Mama – kya batauu Bhanje, tumhari Mami boli ki aaj main khud ATM se Paise Nikalungi…
Bhanja – ye to achhi baat hai na Mama
Mama – Yar us ATM ki Screen par jase hi likha aaya ‘Enter your PIN‘ to teri Mami ne apne Baloon ka PIN fasa diya…

*********

MAMA – oye Bhanje Machli khayega?
Bhanja – Nahi Mama usme kaante hote hain.
MAMA – Oye chadd yaar, chappal pahen ke kha lena…

Leave a Reply

error: Content is protected !!