Beautiful Poem by Gulzar

Mast Popular Hindi Poems by Gulzar Sahab

Ae Ummr! kuch kaha mane, Par sayad tune suna nahi…
Tu cheen sakti hai bachpan mera, Par Bachpana nahi,
Har baat ka koi jawab nahi hota, Har Ishq ka naam Kharab nahi hota…
Yu to Jhoom lete hai nashe main peene wale magar Har Nashe ka naam Sarab nahi hota,

Khamosh chehre par hazaro pahare hote hain, Hansti aankho main bhi Zakhm Gahare hote hai
Jinse aksar rooth jate hai hum, Asal main unse hi rishte gahare hote hai…

Kisi ne Khuda se dua maangi aur dua main apni Maut mangi, Khuda ne kaha,
Maut to tujhe de du magar, Use kya kahu jisne teri Zindgi ki Dua maangi…

Har Insaan ka dil bura nahi hota, Har ek insaan bura nahi hota,
Bujh jate hai Diye kabhi Tel ki kami se, Har bar Kasoor Hawa ka nahi hota!!

Leave a Reply

error: Content is protected !!